Comments for Gender Jihad जेण्‍डर जिहाद

Comment on सहती है क्यों औरत? by nishamittal
samasya ka gyan sambhavta sabko hai avashyakta hai samadhan khojne ki nari ko uska sthan samman dilane ki

Comment on एक लड़की की शादी by nishamittal
nischit roop se ladki ka apna kuch nahi hai hamesha yahi sunkar jeeti hai wohi karo jo ghar walon ko acchha lage.shadi ho gayi tab bhavi jindgi apne nahi sasural walon ke anusar bitao,ayu ke agle paydanon per parivar ki khushi hi apni khushi samajh kar jiyo

Comment on एक लड़की की शादी by Amit Tiwari
hmmm..

sahi kaha..

aaj bhi samaj aisi hi achchi ladki kii talash mein rahta hai jo chupchap har baat ko sweekar kar le.

har roz ho rahi ‘dishounor killings’ isi soch ka parinam hain.

jaisi hi ladki samaj mein purush kii satta ko chunauti dene ka prayas karti hai, use maar diya jaata hai.

yah hatya kisi bhi samman ke liye nahi ki jaati, balki apni betiyon se darey huye samaj kii pratikriya hai, sach to yah hai ki wah ladki jiski hatya kii jaati hai, wah aawara nahi balki usko maarne wala baap aur bhaai aawara hote hain jo apni awaragi ka badla betiyon se lete hain….

Comment on एक लड़की की शादी by jyoti
बेहतरीन लेख है….काश सभी पुरूष आप की ही तरह विचार रखते ..तो दुनिया में नारी अबला नहीं पूर्ण रुप से सबला बन चुकी होती। समाज के हर तबके को इस नई विचार धारा को अपनाना चाहिए…बेटियां की परविश भी बेटों की तरह ही की जानी चाहिए न की शादी को लक्ष्य मानकर….अच्छे लेखन के लिए बहुत बहुत बधाई…ज्योति पाल

Comment on एक लड़की की शादी by prem
ati sundar,ye baate jo kahi hai apne thik hai .par lagta nahi ki ab bakt aa gaya hai ki hum sub kuch kare .hamara prayash bhale chota ho par suruat to honi chahiye na.

Comment on एक लड़की की शादी by girdhari khakriyal
yon to  yavan aur yavnika prakritik roop mein ek doosre ko sahej kar rakhtein hain. purush yavan aur naari yavnika ke hi roop hain. shayad yahi prampara anaadi kaal se chali aa rahi hai ki prakriti ko sahej kar rakha jaye. yeh ek prakritik gun bhi hai. isiliye kuchh had takladkiyon ke saj sanwar ki baat bh hoti hai. jaise bagiche mein phool ki suraksh ek mali khbsurti se karta hai isi tarah pariwar va samaj bhi naari ka samman aur suraksha  karata raha hai. jo kuch bhi apne age likha ki ki shaadi ki chinta, unka bojh lagana  aadi batein sirf aaj ke bhautik yug ki den hain. jab aap materialistic ho jaten hain to hamesha log prakrit se door hokar uska durpyog kartein hain. aur inhi karnon se  samaj mein ye sab batien dekhne ko mil rahi hain. jaisa ki aapne likha hai. isi ka doosra pahloo yeh bhi hai aaj ladkiyan swyam in janjeeron ko todne pe utaaro hain. iska jiwant udaharan  aapko kabhi dekhan ho to delhi ki metro train mein ya station ki seediyon mein dikhaiyee de jayega . yaani sabhi aap ki baat se sahmat hai, kintu uski mool jad kya hai ? use dOor karna jarrori hAI.ARTHAAT AAJ KI ANDHDUNDH paise ki phiche bhagan , bhatik sukh ki kaaamna karna prakriti se door hona,  aur parinam tah garibi ka badna  ye sab karak iske phiche kam kar rahe hai. anaytha 50 varsh purv ye sthiti nahi thi jaisa aapne varnit kiya hai. aapka prayas sarahniya  hai.

Comment on एक लड़की की शादी by zazzle
Yah Bimari sub jagah faili hui hai …

Comment on घायल पंखों की ऊँची उड़ान by zazzle
Wow, very touching publications ..

Comment on एक लड़की की शादी by chayanika
mahila zindagi k asman me pankh lga kar ud saken isliy ap jaisi sunder soch har purush ki ho to kitna accha hoga.ap itna khobsurat sochte hain per y soch ap me kaise ai janna cahti hun.vo vajah shayad har ghar me honi cahiy.

Comment on एक लड़की की शादी by tulsi Aswani
hamne kabhi ajaadi nahi maangi. ek chota sa jarokha hi chiheye…saans lene ke liye…wahi mill jaye khafi he! mahila ki peeda ko ek purush itni gahrai se samajh sakta he…yakeen hi nahi hota! i m preveilaged working with u sir!